SMS Jokes & Text Messages
Kabhi pathar say bi Takkraaye to Aye na khraash..! kabhi ikk baat say insaan Bikhar jatay hain..!
Mousam ko dekho kitna hasin hy Thandi hawaye or bheegi zamin hy Yad aa rhi hy apki kuch baate App bhi yad kr rahe honge itna yakeen hy.
..Bhala Hathon Ki Lakeerain Bhi Mit-ti Hain ..Kitna Pagal Hay Mera Naam Mitaanay Wala!
Meri hayat pe saare azaab uske hain. Hai neend Meri magar saare khawab uske hain. Jhan rahon Mein panahon may uski rehta hoon. Zammin abar' Falak' Aaftaab uske hain. Wo kuch na dene pe nadam hai aaj tak Mujh se. Mein khush hoon Mujh pe karam be hisaab uske hain. Jo bach gaye unhain nisbat nahi koi usse. Jo loot gaye hain wo khaana kharaab uske hain. Hai shaakh shaakh may shamil agarche khoon Mera. Tamaam khaar hain Mere' Gulab uske hain.
Dil mera har lamha jisay panay ki dua krta ha, Misl-e-khushbu meri saanson men basa krta hy, Us k lehjay se gulabon ki mehak aati hy, Baat karta hy to waqt ruka karta hy, Sochta hoon k ek bar bewafai karun, Main bhi dekhun k wo kaisay wafa karta hy....
Wo mera sub kuch hai, Bus mera muqaddar nahi, .._._. Kaash K wo mera kuch na hota, mera muqaddar hota...!!!!
Jaaty thy sb hi faisly huq ma mery mgr, munsif ny dia sath hr bar usi ka. Ik wo hai k rakhta nehi koi rishta hum sy, ik dil hai k rehta hai tarafdaar usi ka...!
Subscribe for daily SMS in your Mail Box
Enter your email address: